Saturday, August 2, 2014

Wo najakat jo teri ankhon main hai...

Meri jaan palke mitane se tham jati hai....

Pal ruk sa jata hai..

Sama.. Gulabi sa ho jata..

Pagli shayad isain pyar kehete hai..


Angadaiya to humne badi li hai..

Shayar kabhi tha nahi

Baan gaya hoon

Pyaar kabhi kiya nahi..

Shayad..  Kar raha hoon